bilal raju said:
acha thread hai good.
muslman dahshatgard nhe ho sakta Muhammad e arabi s.a.w ka ummati dehshatgard nhe ho sakta agar socho to ye kuffar ki sazshen hai agar koe muslim galat kaam ko hath say roky to kaya wo dahshatgardi hai.......??????
aap s.a.w ka arshad pak hai k agar koe galat kam daikhy usy hath say roko agar hath say nhe rok sakta to zuban say roky agar zuban say nhe rok sakta to usy dil say bura samjy ye imaan ka kamzoor tareen darja hai....
agar ham main say koe mazboot iman waly mazboot darjy waly galat kam hath say roken to ap kaya unko dahshatgrd kaho gay.....??????
mai 1 aam sa muslim hun par aisi thinking mind mai zaroor ati hai... Galati ki mazrat chahun ga
Bookmarks