Kuch Ghaltian Esi Hoti Hein Keh Karte To Kuch Loag Hein Par
Bugti Sari Qoam He
Allah Pak Hamein Sacha Paka Imandar hukmran ata Farmae
haha shayed yahi wajah ha k me nay bohat saray sarkari mehakmo ma test / interview diyay lakin kahein b sarkari nokri nahi mili yeh wajah nahi k meri taleem kam thi balkay aksar posts k lia meri taleem zaida thi lakin asal baat wohi thi k meri koi sifarish nahi thi ore gadhay jis ki sifarish hoti ha usko sarkari mehakmo ma bharti kar liya jata ha chahay uski taleem us post ki matlooba taleem say kam hi ku na ho
اپ کا بہت
شکریہ .....برادر
Bookmarks