Page 2 of 8 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 13 to 24 of 92

Thread: Kool's Poetry Collection

  1. #13
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Jo us ka Chehray par raan-r-e-hina theher jay
    to sans waqt sumandar hawa theher jay

    Wo muskaray to hans hans parain kai mosam
    Wo gungunay to baad saba theher jay

  2. #14
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Koo ba koo phel gai baat shanasai ki
    Us nay Khusboo ki tarha mere pazerai ki

    Kaisay keh doo k choor dia hay us nay Mujhay
    Baat to sach hay magar baat hay ruswai ki

    wo kahen be gaya , loota to meray pass he aaya
    bas yahee baat hay achee meray Hargai ki

    Tera pehloo teray Dil ki tarha aabad rahay
    Tugh par guzray na qiamat Shab-e-tanhai ki

  3. #15
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Apnay Ehsas say choo kar mujhay sanda kar do
    Mian k Sadioo say adhora hoo Mukamal kar do


    Na tumhain hosh rahay na mujhay Hosh rahay
    Is qadar toot kar chahoo mujhay Pagal kar do.


    Apnay Hontoo say koi mohar lagaiw mugh par
    ik nazar piar say dekhoo mujhay gayal kar do.

  4. #16
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Hum laboo say keh nay pay un say haal dil kabi

    Or wo samjay nahi Khamoshi kia cheez hay

  5. #17
    Sultana's Avatar
    Sultana is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2022 @ 02:49 PM
    Join Date
    02 Feb 2009
    Location
    ☼☼&
    Gender
    Female
    Posts
    36,591
    Threads
    1438
    Credits
    1,255
    Thanked
    4214

    Default

    achi koshish ha
    per urdu main type ota tu or bhi acha hota.

  6. #18
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Hello
    Thanks 4 Coments, Actually i have not hands on with urdu typing, so please accept it.........:P

  7. #19
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Buht hi mudat k baad kal jab
    kitab-e-maazi ko meine khola
    buht se chehray nazr mei utray
    buht se namoon pe dil paseja
    aik aisa safha bhe usme aya
    likha huwa tha jo ansuoon se
    k jiska unwan "HUMSAFAR" tha
    jo safha sabse hi mautabar tha
    kch aur ansu phr us pe tapkay
    phr us se agay mei parh na paya

  8. #20
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Kitni Aziyat Say Us Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga
    Meri Yadon Ne Usay Khoob Rulaaya Hoga.

    Baat Be-Baat Aankh Us Ki Jo Chhalkee Hogi
    Us Ne Chehre Ko Bazuon Main Chupaya Hoga.

    Socha Ho Ga Us Ne Din Main Kaee Baar Mujhay
    Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga.

    Jahan Us Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say
    Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou aya Hoga.

    Rat Ke Bhetnay Tak Neend Na ai Hogi Tujhay
    Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga.

    Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jana
    Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga.

    Pocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab
    Tunay Baaton Main Khob Us Se Chupaaya Hoga.

  9. #21
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Chand ki kirnoon jao na,
    us ko choo kr aao na,
    wo kb kb kya kya karta hai,
    wo jagta hai ya sota hai,
    wo kis se batain karta hai,
    wo sham ko kaisa lagta hai,
    wo raat ko kaisa dikhta hai,
    jab soey kaisa lagta hai,
    tum chupkay chupkay jao na,
    tum us ko CHOO kar aao na.

  10. #22
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    chehra mera tha negahain us ki
    khamoshee main be wo batain us ki

    Meray chehray pay ghazal likhte gain
    sheer kehte hoi nigahain us ki

    shookh lamhoo ka pata denay lagain
    teez hoote hoi sansain us ki

  11. #23
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default


    " Mohsin
    Khushi ki Bheek
    Main
    Kis Kis sy Maangta..

    Achha Hua
    K
    Ghum sy
    Tabiet Bahel Gai...

  12. #24
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Main aadmi hoon aam sa,Ik qisa natmam sa

    Na lehja bemisal hey
    Na baat main kamal hey

    Hoon dekhney main aam sa
    Udasion ki sham sa

    Jaisy ek raaz hoon
    Khud sey be-niaz hoon

    Na mehjabeenon se rabt hey
    Na shohraton ka zabt hey

    Ranjha, na hi Qais hoon
    Insha, na hi Faiz hoon

    Main paiker-e-ikhlas hoon
    Wafa,Dua or aas hoon
    Main shakhs khud-shanaas hoon

    Tum hi kro Ab faisla!!!


    Main aadmi hoon aam sa?

    Ya phir bohat hi "khas" hoon.

Page 2 of 8 FirstFirst 12345 ... LastLast

Similar Threads

  1. My collection poetry
    By ateeq in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 14
    Last Post: 22nd September 2019, 05:09 PM
  2. Best poetry collection
    By Zidi114 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 11th November 2015, 01:44 PM
  3. Kool Saqi's Collection in Urdu By Adnan CH.
    By ChessMaster in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 16
    Last Post: 13th July 2009, 02:04 PM
  4. kool site for Kool user www.koolhere.com
    By Qasir Roonjha in forum General Discussion
    Replies: 13
    Last Post: 26th June 2007, 10:25 PM
  5. Kool Mobile Related Sites Collection!!! P-1
    By salman810 in forum General Mobile Discussion
    Replies: 8
    Last Post: 29th May 2007, 10:58 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •