Tumhara naam likh likh ker mitana bhul jata hun,
tumhe jab yaad kerta hun..bhulana bhul jaata hun,
buhat si aisi baaten hain ju mere dil may rehti hain,
magar jab tumse milta hun..sunana bhul jaata hun,
tumhare baad abh har pal bari mushkil se katta hai,
may aksar tumko khwabun may..batana bhul jaata hun,
may har shaam kehta hun k tumko bhul jaunga,
magar jab subha huti hai..to bhulana bhul jaata hun.........