bachpan jab kisi ko yad aata ha tu beiktiar ankh se ansoo atey hain , ham bi bachpan ma aise kheltey the , chahye garme ho ya sardi , dhoop ho ya chaoon , ab na woh halaat rahe na hi woh din ,
kisi jaga parha ha maine aik shehr
kaha se dhoon tujko ma aey mere yar
jab jatey howey tu qadmoo k nishan hi mita gya
Bookmarks