Quote F-16 said: View Post


sokar athny k bad jo nimaz parhi jati hai usy tahjud kehty hai or jo sony sy pehly pari jati hai usy kiyamull lyl Time ka is sy koi talluq nahi
jee theek kaha, lekin apki adhi baat durust hai.. Tahajjud beshak neend se uth ke parhne wali namaz ko kehtai hain lekin raat ko isha se fajar ke darmyan koi bhi qayam (namaz ke lye khada hona) qayamullail kehlata he.. Mere kehne ka matlab tha ke abi to banda sota he phr adhi raat ko utha jata he tahajjud ke lye..