Wafa gar raas na aye wo waffa kyon karein,
Dua gar asmaan tak na jaye hum dua kyon karein..

Uss deewane ke khwaab din raat dekhte hein hum,
Naseeb mein faqat khwaab hai milne ke chaah kyon karein..

Dil ke har ek darhkan uss ko sada deti hai pal pal,
Wo suni ko unsuni karde tou hum izhaar e wafa kyon karein..

Uss ke yaad tharpayegi zindagi bhar yonhi mujhe,
Behthar hai bhool jaaon "Dostoon" zakhm aur gehr..