bas Allah pak ka shukar ada karoo us ne bacha liya . Ab app Allah ko razi karain or 5 time ki namaz parna shoro kardain . Yh sab sa bara or behtar tareka hai Alllah pak ka shukar ada karne ka .
mere bhai healthy se matlab aap ne kaha ta na k main mota hona chata hon is liye pocha bura laga to mafi chata hon.
no bhai koi baat nai, khair ha me patla hi theek hon logo ki baato ki parwa nai karta koi jitna marzi mazaq ura lay, me ignore kar dayta hon ab. yahi hal ha, logo ka kaam hi ha baatein banana, unko chup nai karwa saktay ap, is lia bas yahi hal ha k unko ignore kar do
bhht acha karte hoo app . log to bas kehte he rehte hain un ka to bas logon ko tanz karne ka moka chaye
ok
Bookmarks