meray aik dost nay mujy challange dekar kaha k main tumhara password tumhain bata sakta hun us k liye tumhain meray pc main login hona paray ga jab mainy us k pc main account khola to dosry din us nay mujy mera password change kar dia yai kia chaakar hai kia yae hacking kehlati hai ya koi software ka kamal hay please tell me us ny mujysy kaha k mainy yae sab kesay kiya bata do to tumhaian tumhara password wapis dai sakta hun main nahi to ................? please help me
Bookmarks