Experts
Main nai kafi thread,s main dekha hai k Experts jub kisi file ka downloading link dety hain to wahan link ki bajaiy yeh ya icons ban jaty hain. Main ny to kafi koshish ki hai aisa karny ki lakin mujh say to ni hua is liay socha k kion dimagh kharab kar raha hon apna, apny Experts bhai hain na. Guide me plzzzzz.
Bookmarks