aslam alikum. dosto. main bohat pareshan hon. mera C.P.U kharab ho gaya he. hoa yeh he ke . humary yahan bohat barish hoi thi. to mera p.c oper waly room main para tha. to us main barish ka pani chala gaya he. to mera C.P.U kharab ho gaya he. ab woh chlta nai . aor uski body bhi shart ho gai he. please btao main kia karon.
Bookmarks