Fasih Bhai Aap k ye Anmool Threads Parne mein Qayamat k Nishaniyoon k Bare mein Humare Ilam Mein Izafa howa....
Fasih Bhai aap Ne Bahot acha nukta chuna hai.Ab deako na, humare Elaqe mein kal Eid Manane ka elaan kiya giya hai, Sochne ki Baat ye hai..K kisi ne B humare Elaqey mein Chand nahi deaka, Bas Peshawar k Shahadat per Eid manane ka Fesla kiya giya hai, Aur tu Aur Jab Peshawar mein Ramzan k Mahine ka Elaan kiy giya tha..Tu tab kisi ne B is ko saheeh nahi kaha..Aur jab Aaj Eid ki Baat aayee...Tu sub oun k Tabee howe..
Ye B kya musalmani hai...k Ramzan k liye Chand mein Ikhtelaaf ho, Aur Eid k liye Chaaand mein sub aik...Ye tu sirf humare Elaaqe baat hai...Aur Hakoomat ki tu aur baat hai....
Aur aaj humari 28 Ramzan per Eid hogi...Ye kya ho raha hai...Kabi 29 Roze hote, Magar Abhi 28....Bahot Dukh ho Raha hai...
Aah Musalmaan...
Bookmarks