Quote zeshan_umar_ali said: View Post
Wah Shehzad Bhai Shukriya aap ka Aaj to mere b dil ki dharkan taiz thi Woh kiya hay na koi b bakri churi k neechay aa sakti hay khair main achi bakri nahi hon isi liya churi k neechay nahi aaya Shabash isi tarha Forum k famous bando ko hum say introduce karwatay rahain Hamari abhi zaroorat nahi hay
Quote zeshan_umar_ali said: View Post
hmmmm sister k baray main itna kuch bata chukay ho unho nay jo markay sar anjaam diya hain. yeh b maarka sar anjam tak pohanch jaye ga Sister sawalon k jawabat ka intizar rahay ga