hanji shabash. jab ahadees aur quran se kam nahin chala to ab mashaikh par aa gae. mujhe kehto ho keh ham batein badalte hain. to tum bhi to apni sources badalte ho.....
aap nain likha hai keh mashaikh wo log hain jinki batein khari hoti hain aur inki baton main kisi kisam ki muslehat se kam lene ka sawal hi peda nahin hota!
pehle to aap is baat ka jawab dain keh aap nain yeh andha yaqeen kese aur kahan se karlia keh mashaikh har lehaz se khare hain. kia woh insaan hain?? aur doosra yeh keh mashaikh ki sachai par to aap ko bara yaqeen hai islie keh woh ahmadiyyat ke khilaf batein karte hain magar mirza sahib a.s ko jhoota kehte hain kioonkeh aap a.s shari nabi hone ka dawa karte hain????
aur yeh jo aap nain post kia hai keh kuch mashaikh ko muhammad mustafa s.a.w khawab main aae aur kaha keh qadianiat ka khatma karo. agar unki yeh khawabein sachi maan li jae to ham mirza ghulam a
hmad sahib a.s ka kia karain keh unko bhi muhammad mustafa s.a.w khawab main kai baar ae aur aik bar unki tasneef "baraheene ahmadiyya" ki tareef ki. aba aap hi batein ke ham musalmanon ke pas koi aisa tareeqa hai keh ham kis ke khawab ko sacha aur kiske khawab ko jhoota qarar dain.?????
aur general zia ul haq. jis par aap afareen hain. usne ham par hadood ardinas jari kar ke jo teer mara. agar uska yeh kaam itna hi naik tha to hawa main nah jal kar marta woh kabhi!!!!
aur jahan tak aap ke ulama ka sawal hai to unki main kisi bat par dheyan nahin deta kioonkeh hadeese mubarakah ke mutabiq wo asman ke neechai bad tareen makhlooq hain.
yani apna har beyaan political hota hai.....
Bookmarks